Sai Baba

Sai Baba
!!! Sri Sachitanand Satguru Sainath Maharaj Ki Jai !!!

Friday, January 14, 2011

Shirdi Mein Ude Re Gulaal

Lyrics:
=======
Jisne jaani sai ki maya, daud daud ke, shirdi wo aya(2)
Sai ka dekha kamaal, sai ka jawab nahi
Sai ka dekha kamaal, ke sai ka jawab nahi
Shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawaab nahi(2).

Nar nari sab, naam pukare ( 2)
Saiji sabke, kaaj savare
Mit-the hai sab janjaal,  sai ka jawaab nahi
Mit-the hai sab janjaal,  ke sai ka jawaab nahi
Shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawaab nahi(2).

Shraddha saburi ka mantra nirala, jo bhi peele sai ka pyala
Sab ko kiya khushaaal, ke sai ka jawaab nahi(2)
Shirdi me ude re gulal, ke sai ka jawaab nahi.

Teeno look ka sai hai daata, sadguru sai bhagya vidhata
Rakhta hai sab ka khayaal, ki sai ka jawaab nahi(2)
Shirdi me ude re gulal, ke sai ka jawaab nahi.

Bhakto ki aankhon ke baba hai taaare, bhakto ka mela sai ke dwaare
Darshan ki lagi re kataar, ke sai ka jawaab nahi(2)
Shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawaab nahi.

Jisne jaani sai ki maya, daud daud ke, shirdi wo aya(2)
Sai ka dekha kamaal,
Ke sai ka jawaab nahi(2)
Shirdi me ude re gulaal, ke sai ka jawaab nahi(2).

No comments:

Followers